Pile Pile Re Man Lyrics | The Light: Swami Vivekananda

Lyricist :
Music Director : Utpal Sinha , Nachiketa Chakraborty
Singer : Suresh Wadkar
                        
                        Pile pile re man
Hari naam ka pyala
Hari naam ka pyala
ae so ho matwala re man
ae so ho matwala re man
Phir na pinewala
Phir na pinewala
Pile pile pile pile re man
hari naam ka pyala
Hari naam ka pyala

Das kabir piya jisne bhi
Das kabir piya jisne bhi
Naam amar kar dala
Naam amar kar dala
phir kyu na man murkh mere
phir kyu na man murkh mere
Hota tu matwala
Hari naam ka pyala
Pile pile re man
Hari naam ka pyala
Hari naam ka pyala.