Tum Jo Ho Kareeb Lyrics | Three - Love,Lies,Betrayal

                        
                        Tum jo ho kareeb toh zindagi
Kareeb hai aa ha ha aa ha ha
Tum jo ho kareeb toh zindagi
Kareeb hai aa ha ha aa ha ha
Paas ho jo tum mere har khushi
Naseeb hai aa ha ha aa ha ha
Mere jajbaat mein mere ehsaas mein,
Chal rahe ho tumhi saans mein
Na na na na
Aankhon mein num rakh
Diya abre karam rakh diya
Bheegi hai dil ki jamin kyun,
Kisane kadam rakh diya
Kaun hoga bhala woh tumhaare siwa,
Jaanate hai tumhe jism o jaan
Mere jajbaat mein mere ehsaas mein,
Chal rahe ho tumhi saans mein
Tum jo ho kareeb toh
Zindagi kareeb hai aa ha ha

Lamahe pighalane lage,
Din raat jalane lage
Sine mein halchal huyi yun,
Armaan machalane lage
Dur tak hai rawa khaab ke kaarwaan,
Haan raaste the ruke chal pade
Mere jajbaat mein mere ehsaas mein,
Chal rahe ho tumhi saans mein
Tum jo ho kareeb toh zindagi
Kareeb hai aa ha ha aa ha ha
Paas ho jo tum mere har khushi

Naseeb hai aa ha ha aa ha ha
Mere jajbaat mein mere ehsaas mein,
Chal rahe ho tumhi saans mein
Na na na na na na na na
Na na na na na na na na
Na na na na na na na na.