Daddy Mera Bada Pareshan Lyrics | Tirchhi Topiwale

                        
                        daddy mera bada pareshan daddy mera bada pareshan
hey daddy mera bada preshan
kehta ho gaya munda mera bada shaitan
daddy mera bada preshan
kehta ho gaya munda mera bada shaitan
aadhi raat aata hai soye ko jagata hai
apni dhun me rahe baaj nahi aata
gusse me aake main rukun ya tokun
to banta hai anjaan abba jaan
daddy mera bada preshan
kehta ho gaya munda mera bada shaitan
daddy mera bada preshan
kehta ho gaya munda mera bada shaitan

kabhi kabhi sath mere aisa bhi hota hai yaaro
music laga ke rock and roll dil mera rota hai yaaro
kabhi kabhi sath mere aisa bhi hota hai yaaro
music laga ke rock and roll dil mera rota hai yaaro
roj tarkib koi nayi main chalata hun
kisi bahane disco jarur jaata hun
kabhi kabhi aisa bhi hota hai kya
apne hi daddy ko buddhu banata hun
kaise wo samjhega aaj ke jamane me
aise hi badhti hai shaan

daddy mera bada preshan
kehta ho gaya munda mera bada shaitan
daddy mera bada preshan
kehta ho gaya munda mera bada shaitan

ye na karo wo na karo thak gaya me sun kar
kisi ka aana hai phone phone abhi mat kar
kabhi kabhi sath mere aisa bhi hota hai yaaro
kabhi kabhi sath mere aisa bhi hota hai yaaro
phone pakad ke hath me dil mera rota hai yaaro
girlfriend puche yaar kab miloge
main sochun man me daddy kab hiloge
girlfriend puche yaar kab miloge
main sochun man me daddy kab hiloge
kehta nahi q tu daddy se kya
daddy main bhi to hun ab jawan abba jaan
daddy mera bada preshan
kehta ho gaya munda mera bada shaitan
daddy mera bada preshan
kehta ho gaya munda mera bada shaitan
aadhi raat aata hai soye ko jagata hai
apni dhun me rahe baaj nahi aata
gusse me aake main rukun ya tokun
to banta hai anjaan abba jaan
daddy mera bada preshan
kehta ho gaya munda mera bada shaitan
daddy mera bada preshan
kehta ho gaya munda mera bada shaitan