Dil Ke Gate Ki Nameplate Pe Lyrics | Tirchhi Topiwale

                        dil ke gate ki nameplate pe
dil ke gate ki nameplate pe likha hai tera naam

arey thak thak thuk thuk thak thak thuk thuk
hoti hai subah sham
buba buba tu mehbuba buba buba tu mehbuba

thak thak thuk thuk thak thak thuk thuk
hoti hai subah sham
buba buba main mehbuba buba buba main mehbuba

jaane kaise mil gayi nazre kaise ho gaya pyaar
mujhko bhi ye khabar nahi dil kaise gayi me haar
na jaane tumne kaise sun li mere dil ki baat
mere liye to pyar mohabbat mere liye to pyar mohabbat
ho gaya pehla kaam
arey aadhi raat ko dil machale to kisko dun paigaam
buba buba main mehbuba buba buba main mehbuba
buba buba main mehbuba buba buba main mehbuba

yunhi nahi o janam maine tujko kiya kabul

laakho me tujhko chun ke maine ki nahi koi bhul
jaane ye ahsaas hai kaisa jaane kaisi pyaas
pyaas bhadkti hai ye aur bhi paakar tujko pass
kar na sakega koi bhi juda
kar na sakega koi bhi juda humko umar tamam
humne jindagi kar di yaara ek duje ke naam
buba buba main mehbuba buba buba main mehbuba
buba buba main mehbuba buba buba main mehbuba

dil ke gate ki nameplate pe likha hai tera naam
dil ke gate ki nameplate pe likha hai tera naam
arey thak thak thuk thuk thak thak thuk thuk
hoti hai subah sham
buba buba main mehbuba buba buba main mehbuba
buba buba main mehbuba buba buba main mehbuba
hey buba buba main mehbuba buba buba main mehbuba