Subah Aur Sham Kaam Hi Kaam Lyrics | Uljhan

                        
                        Subah aur sham kaam hi kaam
Subah aur sham kaam hi kaam
Subah aur sham kaam hi kaam
Kyun nahi lete piya pyar ka naam
Kaam se jisko mile na chhuti
Kaam se jisko mile na chhuti
Aise sajna se meri kutti kutti kutti
Subah aur sham kaam hi kaam
Kyun nahi lete piya pyar ka naam

Aaj na jane dil ki dhadkan
Raaz kyu dil ka khole
Raaz kyu dil ka khole
Mai to janu wo na jane
Ye tadpan kya bole
Ye tadpan kya bole
Padh na sake jo man ki chithi
Padh na sake jo man ki chithi
Aise sajna se meri kutti kutti kutti
Subah aur sham kam hi kaam
Kyun nahi lete piya pyar ka naam

Pyar ke wade kal jo kiye the
Aaj hai kya majburi
Aaj hai kya majburi
Seh na saku mai paas me rehke
Apne piya se duri
Apne piya se duri
Jiski aganme mai jal uthi
Jiski aganme mai jal uthi
Aise sajna se meri kuti kutti kutti

Subah aur sham kam hi kaam
Kyun nahi lete piya pyar ka naam
Kaam se jisko mile na chhuti
Kaam se jisko mile na chhuti
Aise sajna se meri kutti kutti kutti
Subah aur sham kaam hi kaam
Kyun nahi lete piya pyar ka naam.