Hum Pinjre Ki Maina Maina Lyrics | Vachan

Lyricist :
Music Director : Franz Osten , Saraswati Devi
Singer : Meera
                        
                        hum pinjre ki maina maina
hum pinjre ki maina maina
maina maina maina maina
prem ki dor bandhi han han
prem ki dor bandhi han han

tum ban ki chidiya bhuli ho
abhi tk jhakore jhuli ho
jab prem jhakore jhulogi jab prem
jab prem jhakore jhulogi
tab dudh budh sari bhulogi

man me hoga ek tar naya
jiwan ka hai ek aasar naya
jab dekhogi sansar naya
khul jayege nain naina
naina naina naina naina
hun pinjre ki maina

tum udati firti ban ban me
hum rahti sajan ke man me
hum rahti sajan ke man me
van ki to ek khad hoti hai
aajadi paan van ki chidiya aan
hum pinjre ki maina maina
maina maina maina maina
hum pinjre ki maina