Sapna Koi Lyrics | Wajahh: A Reason to Kill

                        
                        Kyu mujhko darane laga sapna koi
Mano dur jane laga apna koi
A dil bta kaha se utha aag ka ha lagi
Kyu mujhko darane laga sapna koi
Mano dur jane laga apna koi

Jindagi hai ye kya bebsi ke siva
Jindagi hai ye kya bebsi ke siva
Kis tarke wafa ab kare hum yaha
Kyu mujhko darane laga sapna koi
Mano dur jane laga apna koi

Pyar jinse kiya vo hi samjhe nahi
Pyar jinse kiya vo hi samjhe nahi
Kisko dil ki sada sunaye yaha
Kyu mujhko rulane laga sapna koi
Mano dur jane laga apna koi
A dil bta kaha se utha aag ka ha lagi
Kyu mujhko darane laga sapna koi
Mano dur jane laga apna koi.