Suruma Mohabbatwala Lyrics | World Cupp 2011

Lyricist : Sameer
Music Director : Anand Chawla , Aadesh Shrivastava
Singer : Aasma
                        
                        Surama mohabbatwaala…surama…
Surama mohabbatwaala…surama…
Yeah habibi….mar gaye re mar gaye

Laakhon deewaane mar gaye re,
Mar gaye re, mar gaye
Kya kya humgaame kar gaye re,
Kar gaye re, kar gaye
Laakhon deewaane mar gaye re,
Mar gaye re, mar gaye
Kya kya humgaame kar gaye re,
Kar gaye re, kar gaye

Laakhon deewaane mar gaye
Laakhon deewaane mar gaye
Kya kya humgaame kar gaye
Kya kya humgaame kar gaye
Akhiyan mein haay akhiyan mein
Akhiyan mein jabse maine
Daala surama mohabbat
Surama mohabbatwaala…
Surama mohabbatwaala…
Surama mohabbatwaala…
Surama mohabbatwaala…
Habibi intahaya ki…..

Meri jawaani aisi deewaani
Meri jawaani aisi deewaani
Karana chaahe sab beimaani
Aate jaate jab anjaane aankh
Kisi se lad gayi we
Baat rahi na mere bas mein
Bad gayi bad gayi re
Akhiyan mein haay akhiyan mein
Akhiyan mein jabse maine
Daala surama mohabbat
Surama mohabbatwaala…
Surama mohabbatwaala…
Surama mohabbatwaala…
Surama mohabbatwaala…

Charcha hai mera saare sheher mein
Charcha hai mera saare sheher mein
Jalawa hai mera sabki najar mein

Lut gaye lut gaye aashiq saare,
Mere in muskaano pe
Kurbaan ho gaye, kurbaan ho gaye
Sab mere armaano pe
Akhiyan mein haay akhiyan mein
Akhiyan mein jabse maine
Daala surama mohabbat
Surama mohabbatwaala…