Lekar Hum Dewana Dil Lyrics | Yaadon Ki Baaraat

                        
                        Lekar hum deewana
Dil firate hain manzil manzil
Lekar hum deewana
Dil firate hain manzil manzil
Kahi to pyaare kisi kinaare
Mil jaao tum andhere ujaale
Lekar hum deewana
Dil firate hain manzil manzil

Jis gali ke tum us gali ke hum
Par ye majbooriya yaha
Tum yahi kahi hum yahi
Kahi fir bhi ye dooriyaa yaha
Waah ri duniyaan duniyaan
Tere jalawe hain niraale
Lekar hum deewana dil
Firate hain manzil manzil
Kahi to pyaare kisi kinaare
Mil jaao tum andhere ujaale
Lekar hum deewana
Dil firate hain manzil manzil

Too kahi rahe yoo lage
Muze mere dil ke paas hain
Yaha maangoo teri khair aa
Tere bagair dil mera udaas
Hain yaha aajaa aajaa aajaa
Hum ko sine se lagaa le

Lekar hum deewana
Dil firate hain manzil manzil
Kahi to pyaare kisi kinaare
Mil jaao tum andhere ujaale
Lekar hum deewana
Dil firate hain manzil manzil.