Likha Hai Mere Dil Pe Lyrics | Yeh Ishq Nahin Aasaan

                        
                        likh hai mere dil pe tera hi naam balma
tujhko salam balma, tujhko salam balma
salma salim lagta hai ek naam balma

tujhko salam balma, tujhko salam balma
rakhu khuli mai khidki, rakhu khula jhrokha
rakhu khuli mai khidki, rakhu khula jhrokha
kis waqt kaun jane, koi hawa ka jhoka
kis waqt kaun jane, koi hawa ka jhoka
aa jaye leke koi tera payam balma
tujhko salam balma, tujhko salam balma
salma salim lagta hai ek naam balma
tujhko salam balma, tujhko salam balma