Indian Film History

Jab Chaha Yaara Tumne Lyrics

From Zabardast (1985)

Duration
4:46
Jab chaha yaara tumne Aankhon se maara tumne Hothon se zinda kar diya ho ho ho Jab chaha yaara tumne Aankhon se maara tumne Hothon se zinda kar diya Are tumhari marzi pe chal rahe hain Khata hamari kya ho Jab chaha yaara tumne Aankhon se maara tumne Hothon se zinda kar diya Chalo ji hum bure sahi Chalo ji hum jhoote hain Magar isi nigaah se Hazaar dil toote hain Chalo ji hum bure sahi Chalo ji hum jhoote hain Magar isi nigaah se Hazaar dil toote hain Are kasam se kehna hamari surat Nahin hain pyari kya ho Jab chaha yaara tumne Aankhon se maara tumne Hothon se zinda kar diya Are tumhari marzi pe chal rahe hain Khata hamari kya ho Jab chaha yaara tumne Aankhon se maara tumne Hothon se zinda kar diya Samajh sako to humsafar Hamein tum apna jaano Udhar nahin idhar chalo Kabhi to kehna mano Samajh sako to humsafar Hamein tum apna jaano Udhar nahin idhar chalo Kabhi to kehna mano Are lipat ke pucho Ke aage marzi ki ab hamari kya ho Jab chaha yaara tumne Aankhon se maara tumne Hothon se zinda kar diya Are tumhari marzi pe chal rahe hain Khata hamari kya ho Jab chaha yaara tumne Aankhon se maara tumne Hothon se zinda kar diya.

More songs from Zabardast

Jab Chaha Yaara Tumne Lyrics - Zabardast (1985) | Indian Film History