Indian Film History

Mera Dil Albatta Lyrics

From Zahreela (2001)

Lyricist
Dev Kohli
Duration
4:10
Haa mera dil albatta Jaise paan ka patta Jaise paan ka patta Ho zara chakh le Ho zara chakh le Ho zara chakh le ek namuna Ho zara chakh le Ho zara chakh le Ho zara chakh le ek namuna Ho mera yaar anaari Jaise koi banwaari Ho jaise koi banwaari Dil kaape ho dar laage Kahin lag na jaaye chuna Dil kaape ho dar laage Kahin lag na jaaye chuna Ho kahin meri jawaani Huyi teri deewani Tune aag laga ke Haay chhidka na paani Kahin meri jawaani Huyi teri deewani Tune aag laga ke Haay chhidka na paani Ho kabhi karle ishara Tu hain jaan se pyaara Tu hain jaan se pyaara Ho mere rashiya mann bashiya Zara kehade teri hoon na Ho mere rashiya mann bashiya Zara kehade teri hoon na Hoon na baba Ho tuhai bhawra deewana Ho maine pehale na jaana Tune loot liya hain Mere dil ka khajana Ho tuhai bhawra deewana Ho maine pehale na jaana Tune loot liya hain Mere dil ka khajana Ho tuto nikala lootera Tera nakali hain chehara Ho tera nakali hain chehara Jaare jhoothe jaare chhaliya Tune kardiya dil ko suna Jaare jhoothe jaare chhaliya Tune kardiya dil ko suna Haa mera dil albatta Jaise paan ka patta Jaise paan ka patta Ho zara chakh le Ho zara chakh le Ho zara chakh le ek namuna Ho zara chakh le Ho zara chakh le Ho zara chakh le ek namuna Ho mera yaar anaari Jaise koi banwaari Ho jaise koi banwaari Dil kaape ho dar laage Kahin lag na jaaye chuna Dil kaape ho dar laage Kahin lag na jaaye chuna.

More songs from Zahreela

Mera Dil Albatta Lyrics - Zahreela (2001) | Indian Film History