Sheeshe Ka Mera Badan Lyrics | Zakhmon Ke Nishan

                        
                        Sheeshe ka mera badan
Machlu mai jaise agan
Sheeshe ka mera badan
Machlu mai jaise agan
Neelam si meri aankhe
Billori meri bahe
Neelam si meri aankhe
Billori meri bahe
Aaja aaja aaja aaja aaja aaja
Sheeshe ka mera badan
Machlu mai jaise agan
Sheeshe ka mera badan

Mahfil mahfil charcha mera
Sabke lab par kissa mera
Mahfil mahfil charcha mera
Sabke lab par kissa mera
Mere ek ishare par
Chhod de jamane ko
Jisko kah du ban ja mera

Jalti hai meri sanse
Dil me hai teri chahe
Aaja aaja aaja aaja aaja aaja
Sheeshe ka mera badan
Machlu mai jaise agan
Sheeshe ka mera badan

Pyasi pyasi hai har najar
Jakhmi jakhmi sabke jigar
Pyasi pyasi hai har najar
Jakhmi jakhmi sabke jigar
Gum chupake haste
Ho pyar ko taraste ho
Rakhti hu mai sabki khabar
Jalwo ki barsate
Bhar dengi teri rate
Jalwo ki barsate
Bhar dengi teri rate
Sheeshe ka mera badan
Machlu mai jaise agan
Sheeshe ka mera badan
Machlu mai jaise agan
Neelam si meri aankhe
Billori meri bahe
Neelam si meri aankhe

Billori meri bahe
Aaja aaja aaja aaja aaja aaja
Sheeshe ka mera badan
Machlu mai jaise agan
Sheeshe ka mera badan.