Tum Bin Ye Dil Ghabraaye, Yaad Tumhari Sataye Lyrics | Zokkomon

                        
                        tum bin ye dil ghabraye yaad tumhari sataye
raato ko nind na aaye main kya karu
kaise main tum ko bhulau, kaise main tum ko manau
kaise main tum se mil paau, main kya karu
kab se hu akela yaha, suna hai har sama
har ghadi mera dil kahe, tum kaha tum kaha

wo bhi kaise din the, wo thi kaisi raatain
kitne pyare pal the, kitne pyari baate
ab ye hua hai kyu, main hun tumhare bin
tum leke aajao, phir se wo raat aur din
ho sake to ye maan lo, tum yaha aao na
tum se thi meri har khushi, har khushi laao na

tum bin ye dil ghabraye yaad tumhari sataye
raato ko nind na aaye main kya karu
kaise main tum ko bhulau, kaise main tum ko manau
kaise main tum se mil paau, main kya karu
kab se hu akela yaha, suna hai har sama
har ghadi mera dil kahe, tum kaha tum kaha.