Zokkomon Title Song Lyrics | Zokkomon

                        
                        ab jangle jangle or parvt parvt
koi hai jo pukara hai ki andhera hat jayega
ab basti basti aur galiyo galiyo
aaya jo savera angan angan bat jayega
jisne aake hame jaga ke kaha tum chaho
to ye ho sakta hai
umeed ki jisme roshni bhi hai
suno koun hai suno naam hai uska
zokkomon zokkomon zokkomon zokkomon

ham jaage hai to chalo sabko jaaga de
jo karna tha par kar na
sake ab wo karna hai
hame jo karna hai chalo
sabko bata de ab jo
bhi sach hai kahne me hame
nahi darna hai
jisne aake hame jaga ke kaha tum chaho
to ye ho sakta hai
umeed ki jisme roshni bhi hai
suno koun hai suno naam hai uska
zokkomon zokkomon zokkomon zokkomon

chahe kahi koi bhi julm ki
baat ho to kabhi manege ham nahi
kam hai agar umar
to kya hua housla to kam nahi
jaan hatheli par hai meri hamko
ab ye duniya badlana hai
umeed ki jisme roshni bhi hai
suno koun hai suno naam hai uska
zokkomon zokkomon zokkomon zokkomon
zokkomon zokkomon zokkomon zokkomon.