Na Saathi Hai Na Manzil Ka Pata, Ye Duniya Raasta Hi Raasta Hai Lyrics | Badnam Farishte

Lyricist : Asad Bhopali
Music Director : Qamar Narvi , N Dutta
Singer : Asha Bhosle
                        
                        aa aa aa
na sathi hain na manjil ka pata hain
na sathi hain na manjil ka pata hain
ye duniya raasta hi raasta hain
na sathi hain na manjil ka pata hain
ye duniya raasta hi raasta hain
na sathi hain

kali hu mushkurana chahti hu
hawa hu gungunana chahti hu
akele chindagi katati nahi hain
koi sathi banana chahti hu
suna hain dil ko dil pahchanta hain
na sathi hain na manjil ka pata hain
ye duniya raasta hi raasta hain
na sathi hain

bhatakti mauj sahil dhundati hain
ye samma apni mehfil dhundati hain
mohabbat fir rahi hain besahara
koi masoom sa dil dhundati hain
mukaddar so gaya gam jagta hain
na sathi hain na manjil ka pata hain
ye duniya raasta hi raasta hain
na sathi hain na sathi hain na sathi hain