Tumse Kitna Lyrics | Company

                        
                        Tumse kitna pyaar hai dil
Mein utarkar dekh lo
Tumse kitna pyaar hai dil
Mein utarkar dekh lo
Na yakeen aaye to phir
Na yakeen aaye to phir
Dil badalkar dekh lo
Tumse kitna pyaar hai
Dil mein utarkar dekh lo

Humne apni har saans
Par naam tera likh diya
Ek tujhe paane ki khaatir
Khudko paagal kar liya
Ishq mein tum bhi sanam
Ishq mein tum bhi sanam
Had se guzarkar dekh lo
Tumse kitna pyaar hai
Dil mein utarkar dekh lo
Jaane kyoon saare jahan
Se ho gaye hai bekhabar
Jab se tum aankhon mein
Aaye jaagti hai yeh nazar

Apni raaton se meri
Apni raaton se meri
Raate badalkar dekh lo
Tumse kitna pyaar hai
Dil mein utarkar dekh lo
Tumse kitna pyaar hai
Dil mein utarkar dekh lo
Na yakeen aaye to phir
Na yakeen aaye to phir
Dil badalkar dekh lo

Tumse kitna pyaar hai
Dil mein utarkar dekh lo.