Pyar Kabhi Kam Na Karana Lyrics | Ek Mutthi Aasmaan

                        
                        Pyar kabhi kam na karna sanam
Har kami gavwara kar lenge
Pyar kabhi kam na karna sanam
Har kami gavwara kar lenge
Seene se jo tum laga lenge
Kanto pe gujara kar lenge
Seene se jo tum laga lenge
Kanto pe gujara kar lenge
Pyar kabhi kam na karna sanam

Dil hai to armaa machlenge
Dil hai to armaa o ho
Dil hai to armaa machlenge
Sagar me toofa machlenge
Sagar me toofa machlenge
Saath agar jo humare raho
Toofa ko kinara kar lenge
Saath agar jo humare raho
Toofa ko kinara kar lenge
Pyar kabhi kam na karna sanam

Jab se pyar dil mein jaga
Humne to bas tumko manga
Jab se pyar dil me jaga
Humne to bas tumko manga
Humne to bas tumko manga
Tumne agar jo kinara kiya
Diya se kinara kar lenge
Tumne agar jo kinara kiya
Diya se kinara kar lenge.