Kya Hua Tera Wada Lyrics | Hum Kisise Kum Naheen

                        
                        Kya Huwa Teraa Vada
Woh Kasam Woh Irada
Kya Huwa Teraa Vada
Woh Kasam Woh Irada
Bhulega Dil Jis Din Tumhe
Woh Din Zindagi Kaa
Aakhari Din Hoga
Kya Huwa Teraa Vada
Woh Kasam Woh Irada
Bhulega Dil Jis Din Tumhe
Woh Din Zindagi Kaa
Aakhari Din Hoga
Kya Huwa Teraa Vada

Yad Hai Mujhko Tune Kaha
Tha Tumse Nahi Ruthenge Kabhi
Dil Ki Tarah Se Hath Mile
Hain Kaise Bhala Chhutenge Kabhi
Teri Bahon Me Biti Har
Shyam Bewafa Yeh Bhi Kya Yad Nahi
Kya Huwa Teraa Vada
Woh Kasam Woh Irada
Bhulega Dil Jis Din Tumhe
Woh Din Zindagi Kaa
Aakhari Din Hoga
Kya Huwa Teraa Vada
Woh Kasam Woh Irada

Oh Kehne Wale Mujhko
Farebi Kaun Farebi Hai Yeh Bata
Woh Jisne Gham Liya Pyar Ki
Khatir Ya Jisne Pyar Ko Bech Diya
Nasha Daulat Kaa Aisa Bhi
Kya Ke Tujhe Kuchh Bhi Yad Nahi
Kya Huwa Teraa Vada
Woh Kasam Woh Irada
Bhulega Dil Jis Din Tumhe
Woh Din Zindagi Kaa
Aakhari Din Hoga
Kya Huwa Teraa Vada
Woh Kasam Woh Irada.