Main Teri Hoon Jaanam Lyrics | Khoon Bhari Maang

                        
                        Main teri hoon jaanam tu mera jiya
Juda tan se jaan ko kisne kiya
Main teri hoon jaanam tu mera jiya
Juda tan se jaan ko kisne kiya

Teri mithi mithi baato mein kho jaau
Jaise lahar lahar mein aise ek ho jaau
Teri mithi mithi baato mein kho jaau
Jaise lahar lahar mein aise ek ho jaau
Mera sab kuchh ho gaya tera
Tera sab kuchh hua mera
Main teri hoon jaanam tu mera jiya
Juda tan se jaan ko kisne kiya

Mila pyaar ka humko
Mauka ye sunahara
Na to koi diwar na koi pehara
Mila pyaar ka humko
Mauka ye sunahara
Na to koi deewar na koi pehara
Ji bhar ke pyaar karenge
Darr humko nahi zara
Main teri hoon jaanam tu mera jiya
Juda tan se jaan ko kisne kiya

Main tere sang tufaan
Mein bhi bah jaau
Main tere sang sholo
Par bhi rah jaau
Main tere sang tufaan
Mein bhi bah jaau
Main tere sang sholo
Par bhi rah jaau
Teri baahe mera sahil
Sahil ki zaroorat kya
Main teri hoon jaanam tu mera jiya
Juda tan se jaan ko kisne kiya.