Dekhe They Kitne Sapney Lyrics | Lateef

Lyricist : Ashraf Faridi
Music Director : Amina Ahmed , Gunwant Sen
Singer : Kumar Sanu
                        
                        Dekhe they kitne sapney
Kismat ne kya kar daala
Dekhe they kitne sapney
Kismat ne kya kar daala
Jeene ka zamane ne mein
Andaaz badal daala
Andaaz badal daala
Andaaz badal daala
Andaaz badal daala
Andaaz badal daala
Andaaz badal daala badal daala

Afsosh jo na karna tha
Kaam woh kiya hai
Main bekusoor tha mujhe
Muzlim bana diya hai
Nafrat ka zaher duniya ne
Dil mein bhar diya hai
Nafrat ka zaher duniya ne
Dil mein bhar diya hai
Mar mar ke jeene pe
Majboor kar diya hai.