Khwabon Ki Lyrics | Mudda: The Issue

                        
                        Khwabon ki jo baate hain
Piya se mulakate hain
Khwabon ki jo baate hain
Piya se mulakate hain
Mera dil to baat na maane
Aankh na khole
Kuch bhi na jaane re
Khwabon ki jo baate hain
Piya se mulakate hain

Bhini si khushbu hawao mein hain
Teri hi baate fizao mein hain
Bhini si khushbu hawao mein hain
Teri hi baate fizao mein hain
Ho maane na mera paagal jiya
Aayenge kab bedardi piya
Bedardi piya
Khwabon ki jo baate hain
Piya se mulakate hain

Thoda hain gham
Thodi khushiya yaha

Kante bhi hain aur kaliya yaha
Thoda hain gham
Thodi khushiya yaha
Kante bhi hain aur kaliya yaha
Jhuthi sahi par ummide to hain
Chalta hain duniya ka yu karwa
Yu karwa
Khwabon ki jo baate hain
Piya se mulakate hain
Mera dil to baat na maane
Aankh na khole
Kuch bhi na jaane re
Khwabon ki jo baate hain
Piya se mulakate hain
Piya se mulakate hain
Khwabon ki jo baate hain
Piya se mulakate hain
Piya, piya se mulakate hain.