Ki Kara Mai Ki Kara (Duet) Lyrics | Nigehbaan

                        
                        narmiyon ki baat hain
garmiyon ka saath hain

narmiyon ki baat hain
garmiyon ka saath hain
maikashi main dubi sari qaynat hain

dil hai tumse aashna
dil hai tumse aashna
ki kara main ki kara
ki kara main ki kara
ki kara main ki kara
dil hai tumse aashna

dil hai tumse aashna
ki kara main ki kara
ki kara main ki kara
ki kara main ki kara
dil hai tumse aashna

hain tumse bawasta, khaabo ka banjara
reh reh ke bajta hain, dhadkan ka ektara
hey ye furkat ki baate, baato ki gehrai
gehrai main dekhi, chahat ki parchhayi
ye labo ki surkhiya, surkhiya jawa jawa
ye labo ki surkhiya, surkhiya jawa jawa
ishq bhi rawa rawa
ishq bhi rawa rawa
ki kara main ki kara
ki kara main ki kara
ki kara main ki kara
dil hai tumse aashna

suni raato me, jale tan dhire dhire
tan jale dhire dhire, kya karu
suni raato me

zarra zarra man ka, bechain sa rehta hain
tera pyar sanam ab to, rag rag me behta hain
ho kaandhe pe sar rakh ke sone ko ji chahe
ha teri mohabbat me khone ko ji chahe
halki halki sardiyan, uspe garm joshiyan
halki halki sardiyan, uspe garm joshiyan
uth raha dhuan dhuan
uth raha dhuan dhuan
ki kara main ki kara
ki kara main ki kara
ki kara main ki kara
dil hai tumse aashna
ki kara main ki kara
ki kara main ki kara
ki kara main ki kara
dil hai tumse aashna
ki kara main ki kara
ki kara main ki kara
ki kara main ki kara
dil hai tumse aashna