Eh Kaash Aisa Hota Lyrics | Rahul

                        
                        Rat din pyar bin mera dil na rota
Rat din pyar bin mera dil na rota
Eh kaash aisa hota mai paida na hota
Eh kaash aisa hota mai paida na hota

Suna suna khali khali mujhko laga ghar apna
Kal rat ko jag utha mai dekha maine sapana
Aagan me ek pinjara pinjare me ek tota
Eh kaash aisa hota mai paida na hota
Eh kaash aisa hota mai paida na hota

Upar se mai tuta nahi hu
Andar se mai kat gaya hu
Un dono me aadha aadha
Lagata hai mai bat gaya hu
Ma bap ka ek mai beta hu eklota
Eh kaash aisa hota mai paida na hota
Eh kaash aisa hota mai paida na hota

Hona hi tha mujhko to
Thi meri ma bhi wo thi
Mai hansata to wo hansati
Mai rota to wo roti
Mai uski loriya sunke chain se sota
Eh kaash aisa hota mai paida na hota
Rat din pyar bin mera dil yu na rota

Eh kaash aisa hota mai paida na hota
Eh kaash aisa hota mai paida na hota