Teri Yaad Tera Naam Lyrics | Sunny

                        
                        o teri yaad tera naam
aur nahi kuch kaam, hum diwano ko
are teri yaad tera naam
aur nahi kuch kaam, hum diwano ko
o ek ye dil kai iljam
log kare badnam, hum diwano ko

kitni chhoti chhoti, hai ye mulakate
ho kitni chhoti chhoti, hai ye mulakate
dil me rah na jaye, sari dil ki baate
aaj raat aaj sham
aur nahi kuch kaam, hum diwano ko
diwano ko
ek ye dil kai iljam
log kare badnam, hum diwano ko
o teri yaad tera naam
aur nahi kuch kaam, hum diwano ko

teri meri baate, karta hai zamana
teri meri baate, karta hai zamana
sabke hontho par hai, bas ye ek fasana
ho gaye charche aam
log kare badnam, hum diwano ko
o ek ye dil kai iljam
log kare badnam, hum diwano ko
o teri yaad tera naam
aur nahi kuch kaam, hum diwano ko

chhup chhup kar hum dono
kitne roj milenge
o chhup chhup kar hum dono
kitne roj milenge
chahe jo aaye ab, to phul khilenge
jane kya ho anjam
log kare badnam, hum diwano ko
o teri yaad tera naam
aur nahi kuch kaam, hum diwano ko.