Jindagee Ko Sanwaar De Maula (2) Lyrics | Vaada

                        
                        zindagi ko sanwaar de maula
zindagi ko sanwaar de maula
husn isko, husn isko
husn isko
nikhaar de, nikhaar de, maula
zindagi ko sanwaar de maula
zindagi ko sanwaar de maula

tere jalwo ko dekhne ke liye
tere jalwo ko dekhne ke liye
mujhko aankhe, mujhko aankhe
hazaar de maula
mujhko aankhe hazaar de maula
husn isko, husn isko
husn isko
nikhaar de, nikhaar de, maula
zindagi ko sanwaar de maula
zindagi ko sanwaar de maula

teri duniya ko lag gayi hai nazar
teri duniya ko lag gayi hai nazar
iska jalwa, iska jalwa
iska jalwa, utaar de maula
iska jalwa, utaar de maula
husn isko
nikhaar de, nikhaar de, maula
zindagi ko sanwaar de maula
zindagi ko sanwaar de maula