Saiyaan Tere Prem Ki Diwaani Ban Aai Hun Lyrics | Bahut Din Huwe

                        
                        o saaiyan tere prem ki diwani ban aai hun
saaiyan tere prem ki diwani ban aai hun 
saaiyan tere prem ki diwani ban aai hun 
saaiyan tere prem ki diwani ban aai hun 
mastani ban aai hun diwani ban aai hun

kaasi udasi sajan mukh par chhaai
man ki bagiya rasiya kyu murjhaai
teri umango ki kahani ban aai hun
maai teri umango ki kahani 
ban aai hun diwani ban aai hun
saaiyan tere prem ki diwani ban aai hun

man me sama ja mere sapno ke raja
ban ke naino ka kajal naino me aa ja 
ban ke naino ka kajal naino me aa ja 
raja tere sapno ki rani ban aayi hun
diwani ban aai hun saaiyan tere prem ki 
diwani ban aai hun