Hum Qaidi Haan Qaidi Tan Man Qaidi Lyrics | Bhabi

                        
                        hum qaidi haan qaidi 
tan man qaidi jivan qaidi 
tan man qaidi jivan qaidi 
qaidi haan qaidi 

janana mein ye surat qaidi 
man mandir ye murat qaidi 
janana mein ye surat qaidi 
man mandir ye murat qaidi 
qaidi hum qaidi 
ware is bandhan par saare 
janam janam ki aajadi 
ware is bandhan par saare 
janam janam ki aajadi 
hum qaidi hum qaidi 
hum qaidi