Nahi Dekh Behtar Satana Kisi Ka Lyrics | Bhabi

                        
                        nahi dekh behtar satana kisi ka 
nahi dekh behtar satana kisi ka 
satana kisi ka mitana kisi ka 
nahi dekh behtar satana kisi ka 
chale vas aankhe chhupana kisi ka 
iman shram se ha ye jana kisi ka 
gale shokh se phir lagana kisi ka 
hume yaad aata hai o yaaro 
rulana kisi ka manana kisi ka 
hume yaad aata hai o yaaro
rulana kisi ka fasana kisi ka 
nahi dekh behtar satana kisi ka