Yun Na Mujhse Rutho Ji Lyrics | Boy Friend

                        
                        Yun na mujhse rutho ji
Chain mera na luto ji
Yun na mujhse rutho ji
Chain mera na luto ji
Is nadan nadani me
Bhool huyi nadani mein
Mujhse bair nahi tu
Koi gair nahi
Bas jara sa hai khafa
Koi pyar bina
Yaar ke pyar bina
Chain se na ji saka
Suna hai ek kahani mein
Bhool huyi nadani mein
Yun na mujhse rutho ji
Chain mera na luto ji
Is nadan nadani mein
Bhool huyi nadani mein
Dekho kabhi kabhi
Bhool kar sabhi
Chhodo gussa aye sanam
Mana bhi jao bhi na
Muskurao bhi na
Varna mai teri kasam
Dub mari hugi pani mein
Bhool huyi nadani mein
Yun na mujhse rutho ji
Chain mera na luto ji
Is nadan nadani mein
Bhool huyi nadani mein.