Bachpan Ke Din Bhula Na Dena (Male) Lyrics | Deedar

Lyricist : Shakeel Badayuni
Music Director : Nitin Bose , Naushad
Singer : Mohammed Rafi
                        
                        bachpan ke din bhula na dena
ho bachpan ke din bhula na dena
aaj hanse kal rula na dena
o aaj hanse kal rula na dena
ho bachpan ke din bhula na dena

rut badle ya jivan beete
dil ke tarane ho na purane
rut badle ya jivan beete
dil ke tarane ho na purane
ho naino me ban kar sapne suhane
aayenge ek din yahi zamane
yahi zamane
yaad humari mita na dena
aaj hanse kal rula na dena
ho bachpan ke din bhula na dena

bachpan ke din bhula na dena
aaj hanse kal rula na dena
rula na dena