Main Aaj Bolta Hoon Lyrics | Do Matwale

                        
                        Main aaj bolta hoon
Main tujhko pujta hoon
Mai tujhme chhup gaya hoon
Aur khud ko dhundta hoon
Main aaj bolti hoon
Main tujhko pujti hoon
Main tujhme chhup gayi hoon
Aur khud ko dhundti hoon
Main aaj bolta hoon

Ae ghata sath dena
Mausam badal na jaaye
Kahi milne ki khushi mein
Mera dham nikal na jaaye
Aa kar hume bhigo de
Sawan ko dhundta hoon
Main aaj bolti hoon
Main tujhko pujti hoon
Main tujhme chhup gaya hoon
Aur khud ko dhundta hoon
Main aaj bolta hoon

Mera pyar hi to paya
Bedard zindagi mein

Mera pyar hi to paya
Bedard zindagi mein
Hum kho gaye hai dono
Dil ki kisi gali mein
Tu mujhko dhundta hai
Main khud ko dhundti hoon
Main aaj bolta hoon
Main tujhko pujta hoon
Main tujhme chhup gayi hoon
Aur khud ko dhundti hoon

O dilwale ke bas mein
Aa ghum ke hum aaye
Baaho ki madad lekar
Hum aur simat jaaye
Jo bandh ke nahi tute
Bandhan ko dhundhta hoon
Main aaj bolta hoon
Main tujhko pujta hoon
Main tujhme chhup gaya hoon
Aur khud ko dhundta hoon
Main aaj bolti hoon
Main tujhko pujti hoon
Main tujhme chhup gayi hoon
Aur khud ko dhundta hoon
Main aaj bolta hoon.