Ek Haseena Thi Ek Deewana Tha Title Lyrics | Ek Haseena Thi Ek Deewana Tha

Lyricist :
Music Director : Suneel Darshan ,
Singer : Yasser Desai
                        
                        Ek haseena thi ek deewana tha
Kya kahun tumse kya zamana tha
Har jagah toh ye afsana tha
Ek haseena thi ek deewana tha

Jab dil toota tha
Tum se rootha tha
Tum kahan the kahan the kahan the
Tum kahan the kahan the kahaaaan

Aansoon girte the tanha firte the
Tum kahan the kahan the kahan the
Tum kahan the kahan the kahaaaan
Tum kahan the kahan the kahan the
Tum kahan the kahan the kahaaaan

Khamosh ho gaya tha mera ye jahaan
Us waqt humsafar the jane tum kahan
Kaise bayaan karun apni majbooriyaan
Ek lamhe mein huye milon ki dooriyaan
Jab tumko dena mera saath tha
Tum kahan the tum kahan the
Tum kahan the tum kahan the

Tum kahan the kahan the kahan the
Tum kahan the kahan the kahaaaan
Tum kahan the kahan the kahan the
Tum kahan the kahan the kahaaaan.