Kahan Gaya Mere Sanam Lyrics | Ek Nanhi Munni Ladki Thi

Lyricist : Asad Bhopali
Music Director : Vishram Bedekar , Ganesh
Singer : Mohammed Rafi
                        
                        hello son and son ji wo hai
wo kaun ji wahi
ji nahi o
kaha gaya mera sanam
kaha gaya mera sanam ho ho
dil ko tanhai tadpa rahi hai
raat gujri chali ja rahi hai
kaha gaya mera sanam
kaha gaya mera sanam

hello yes tell me mam?
zara unhe bulaiye kinko
jinke bina nind nahi aati
nind nahi aati nonsense o
mujhe to mere sanam ke bina
nind zara na aayegi
akeli hi jaa tadapte hue
aaj sahar ho jayegi
pyar ka mausam aur ye aalam
sochti hu karu mai kya

kaha gaya mera sanam
kaha gaya mera sanam o o
dil ko tanhai tadpa rahi hai
raat gujri chali ja rahi hai
kaha gaya mera sanam
kaha gaya mera sanam

hello hotel netraaj
dekhiye wo aaye hai kya
wo kaun yaha bhi nahi o
mahakti hui nashili hawa
jhum ke jab jab aati hai
umango bhare jawa dil me
ek aag si bhadka jati hai
baraf hai tu na pahlu hai suna
sochti hu karu mai kya
kaha gaya mera sanam
kaha gaya mera sanam ho ho

dil ko tanhai tadpa rahi hai
raat gujri chali ja rahi hai
kaha gaya mera sanam
kaha gaya mera sanam

hello yes madam
itni raat gujar gayi unka koi pata nahi
wrong numbar ho
kidhar wo gaya kaha so gaya
kaun ye ab batlayega
khabar to mile pata to chale
chand mera kab aayega
aaj to sari raat hai bhari
sochti hu karu mai kya
kaha gaya mera sanam
kaha gaya mera sanam o o
dil ko tanhai tadpa rahi hai
raat gujri chali ja rahi hai
kaha gaya mera sanam
kaha gaya mera sanam