Sun Lo Zara Lyrics | Ekk Deewana Tha

                        
                        sun lo zara kehta hai mann
tumse yeh dhadkan dhadkan
ye jo pyar hai, ye bahar hai
hai jo pyar ka khila har chaman
suno na kahti hai yeh umang, chalenge sung sung
leke hum pyar ke sare rang
jage hai arman, jazbat hai jawa
dil me nayi hai tarang
mai hoon dil hai tu hai
bas yeh guft goo hai, tu meri hai meri hai
arman machalte hai, sapne pighalte hai
hum din badalte hai, aahista aahista
mausam salona hai, to hosh khona hai
deewana hona hai, aahista aahista
suno na kahti hai yeh umang, chalenge sung sung
leke hum pyar ke sare rang
jage hai arman, jazbat hai jawa
dil me nayi hai tarang

jane ye kya jadu hai, kya ye sama harsu hai
tumse nazar jo mili hai,chandni din me khili hai
tu hai toh ye fiza hai warna duniya kya hai
ye husna tu hi hai layi
arman machalte hai, sapne pighalte hai
hum din badalte hai, aahista aahista
mausam salona hai, to hosh khona hai
deewana hona hai, aahista aahista
suno na kahti hai yeh umang, chalenge sung sung
leke hum pyar ke sare rang
jage hai arman, jazbat hai jawa
dil me nayi hai tarang
mai hoon dil hai tu hai
bas yeh gufta goo hai, mai teri hoon teri hoon

armaan machalte hai, sapne pighalte hai
hum din badalte hai, aahista aahista
mausam salona hai, to hosh khona hai
deewana hona hai, aahista aahista
oh pee to saku, oh peeke maru chahat ki jwala
par suku hai ke ye junu hai, naa ye mitne wala