Hum Roz Dulhan Ban Jate Hai Lyrics | Geet Ganga

                        
                        hum roj dulhan ban jate hai
hum roj dulhan ban jate hai
hum roj dulhan ban jate hai
barat kabhi aati hi nahi
jis rat ka humko arman hai
jis rat ka humko arman hai
wo rat kabhi aati hi nahi
hum roj dulhan ban jate hai
hum roj dulhan ban jate hai

har sham ko kajre gajre se
hum log sajaye jate hai
har sham ko kajre gajre se
hum log sajaye jate hai
mahfil me khiradaro ki tarah
kuch log bulaye jate hai
kuch log bulaye jate hai
sasural se pritm ke ghar se
sasural se pritm ke ghar se
saugat kabhi bhi aati nahi

hum roj dulhan ban jate hai
hum roj dulhan ban jate hai

sine me humare bhi dil hai
aur dil me kai arman bhi hai
sine me humare bhi dil hai
aur dil me kai arman bhi hai
rakha sa kavayat jo bhi kaho
hum log magar insan bhi hai
hum log magar insan bhi hai
apne hi liye kyun ulfat ki
apne hi liye kyun ulfat ki
khairat kabhi bhi aati hi nahi
hum roj dulhan ban jate hai
hum roj dulhan ban jate hai

jis aag me jiwan jalta hai
wo aag lagi hai barso ki
jis aag me jiwan jalta hai
wo aag lagi hai barso ki
pyasa hai mera man sadiyo se
ye bat nahi kal parso ki
ye bat nahi kal parso ki
jajba ke badal uthate hai
jajba ke badal uthate hai
barsat kabhi aati hi nahi
hum roj dulhan ban jate hai
hum roj dulhan ban jate hai
barat kabhi aati hi nahi

hum roj dulhan ban jate hai
hum roj dulhan ban jate hai