Jo Gunje Wohi Dil Ki Aawaz Lyrics | Goonj

Lyricist : Biddu
Music Director : Joy Augustine , Biddu
Singer : Manna Dey
                        
                        jo gunje wahi dil ki aawaz hai
to gunj ae mere dil ki aawaz tu

jo gunje wahi dil ki aawaz hai
to gunj ae mere dil ki aawaz tu

gale kat rahe hai juba ke liye
lagi aag dil pe maka ke liye
sawal ek hi hai yaha ke liye
jami kyu lute aasma ke liye
kaho kuch juba par agar naaz hai
kaho kuch juba par agar naaz hai
jo gunje wahi dil ki aawaz hai
to gunj ae mere dil ki aawaz tu
jo gunje wahi dil ki aawaz hai
to gunj ae mere dil ki aawaz tu

ye chupchap bardash karna hai julm
khud apni najar se utarna hai julm
kaho ye ki dushman se darna hai julm
bin akuch kahe ghut ke maran hai julm
ke marna bhi jeene ka andaaz hai
ke marna bhi jeene ka andaaz hai
jo gunje wahi dil ki aawaz hai
to gunj ae mere dil ki aawaz tu
jo gunje wahi dil ki aawaz hai
to gunj ae mere dil ki aawaz tu

kaho ye ki manjil se tum dur ho
khuda ki manjil se dur ho
kaho ye ki zakhmo se tum chur ho
khud hi apni khabro ke majdur ho
tumhari khamoshi ka kaya raaz hai
tumhari khamoshi ka kaya raaz hai
jo gunje wahi dil ki aawaz hai
to gunj ae mere dil ki aawaz tu
jo gunje wahi dil ki aawaz hai
to gunj ae mere dil ki aawaz tu.