Maa Ko Kabhi Na Bhool Lyrics | Gul Sanobar

                        
                        Ek yahi hai sacha
Nata or pyar hai jhuthe
Ek yahi hai sacha
Nata or pyar hai jhuthe
Maa ke dil pe thesh lage jab
Dil bete ka tute
Maa ke dil pe thesh lage jab
Dil bete ka tute
Iske lab se dua jo nikle
Iske lab se dua jo nikle
Malik ko hai kubul
Maa ko kabhi na bhool
Maa ko kabhi na bhool

Maa ka nam jo lab par aaye
Dubti kashti par lagale
Par lagale
Maa ka nam jo lab par aaye
Dubti kashti par lagale
Par lagale
Sari jiwan me kare
Ujala iske kadam ki dhool
Maa ko kabhi na bhool
Maa ko kabhi na bhool.