Hay Kaha Chala Re Lyrics | Hare Kanch Ki Chooriyan

Lyricist : Shailendra
Music Director : Kishore Sahu , Shankar Jaikishan
Singer : Sharada
                        
                        Kaha chala re kaha chala re
Kaha tera kaun teri rah take re
Hamko itna bata ja
Kaha chala re kaha chala re
Kaha tera kaun teri rah take re
Hamko itna bata ja
Kaha chala re kaha chala re

Kaun dur nagr iek chor se
Khiche tohe jadu ke jor se
Bandh liya kisne tera jiya
Bade bade naino ki dor se
Bandh liya kisne tera jiya
Bade bade naino ki dor se
Kaha chala re kaha chala re
Kaha tera kaun teri rah take re
Hamko itna bata ja
Kaha chala re kaha chala re

Jhum jhum jhoka bahar ka
Tar chue man ke sitar ka
Mai wo kali jisko abhi abhi
Ched gya mausam bahar ka
Mai wo kali jisko abhi abhi
Ched gya mausam bahar ka
Kaha chala re kaha chala re
Kaha tera kaun teri rah take re
Hamko itna bata ja
Kaha chala re kaha chala re

Aaj tujhe apna banungi
Preet reet tujhko sikhaungi
Ek bar najare mila to le
Dil mai tera le kar hi jaungi
Ek bar najare mila to le
Dil mai tera le kar hi jaungi
Kaha chala re kaha chala re
Kaha tera kaun teri rah take re
Hamko itna bata ja
Kaha chala re kaha chala re
Kaha chala re kaha chala re.