Aankhon Mein Sanson Mein Lyrics | Insaaf Apne Lahoo Se

                        
                        Aankhon mein sanson mein
Baahon mein nigahon mein
Palkon mein palkon mein

Tujhko chhupaloon tu aajaa
Aajaa aajaa aajaa aajaa aajaa
Phoolon mein kaliyon mein
Baagon mein baharon mein
Laakhon hazaron mein
Apna banaloon tu aajaa
O mere raaja o mere raaja

Aankhon mein sanson mein
Baahon mein nigahon mein
Palkon mein palkon mein
Tujhko chhupaloon tu aajaa
Aajaa aajaa aajaa aajaa aajaa
Phoolon mein kaliyon mein
Baagon mein baharon mein
Laakhon hazaron mein
Apna banaloon tu aajaa
O mere raaja o mere raaja

Mujh ko mohabbat tujhse hain
Mujh ko mohabbat tujhse hain
Kab teri inayaat hogi
Kisi aur ka tu ho jaayega
To mujhko shikayat hogi
Main teri pyaasi hoon
Tu meri hasti apni hi masti
Banke badariya chha jaa chha jaa
Phoolon mein kaliyon mein
Baagon mein baharon mein

Laakhon hazaron mein
Apna banaloon tu aajaa
O mere raaja o mere raaja

Main tera hoon tu meri hain
Kiss din mujhe kahega
Main tera hoon tu meri hain
Kiss din mujhe kahega
Aisa pyaar karungi sajana
Tujhko yaad rahega
Main tera saya hoon tu meri kaya hain
Mujh mein samaya hain
Dil mere aake na jaa na jaa
Phoolon mein kaliyon mein
Baagon mein baharon mein
Laakhon hazaron mein
Apna banaloon tu aajaa
O mere raaja o mere raaja.