Mehalon Ka Vaibhav Lyrics | Jai Chitod

                        
                        Mehalon ka vaibhav thukraya
Jeewan ka sukh balidan kiya
Raghukul ki aan nibhane ko
Kantak path par prasthan

Ab to raja raja na raha
Or ye praja praja na rahi
Is ke niche sab ek hue
Wo samanata ki dhaja rahi

Ye atal pratab pratigya ki
Jisne wanchhit har pran kiya
Pathar ko toad pahado mein
Mewad naya nirman kiya

Ye tyag tapasya ka phal tha
Ye tyag tapasya ka phal tha
Kartavya marg par jaha chadha
Ek taraf chingari
Ek taraf ghan ghor ghata
 
Ye sangram anokha tha
Ye sangram anokha tha.