Aankh Mila Kar Waar Karoongi Roko Lyrics | Kala Aadmi

                        
                        meri ada me sharart dekhi na meri srafat
hai tum me se koi dilbar jo mujhe chahiye
hai tum me se koi dilbar jo mujhe chahiye
aankh mila kar vaar karugi roko
dil ko fasana fasana dekho
aankh mila kar vaar karugi roko

jane ise kya jamana kon banega nishana
samane mere na baithiye hoke hoke
aankh mila kar vaar karugi roko
dil ko fasana fasana dekho
aankh mila kar vaar karugi roko

jisko mai pyar karugi apna bana ke rahugi
ji na payega vo kabhi bhrosha kho ke
ji na payega vo kabhi bhrosha kho ke
aankh mila kar vaar karugi roko
aankh mila kar vaar karugi roko
dil ko fasana fasana dekho
aankh mila kar vaar karugi roko