Ek Deewani Kamsin Si Lyrics | Kamsin

Lyricist : Ramesh Modi
Music Director : Rani Khan , Mahesh Kishore
Singer : Vinod Rathod
                        
                        pyar ki pehli wo nazar har duaao ka wo asar
pyar ki pehli wo nazar har duaao ka wo asar
bhig jaye sanse bhi maujo ki aisi wo lahar
lahro ki jawani kamsin si haay kamsin si

ek diwani kamsin si ek jawani kamsin si
bholi si nazuk si uski kahani kamsin si
ek diwani kamsin si

uff ke rukhsar ki wo laali
falak ke mathe ki hai wo bindiya
uff ke rukhsar ki wo laali
falak ke mathe ki hai wo bindiya
mahandi mausam ke hatho ki
chand pe aankho ki nindiya
raat ki aisi rani kamsin si kamsin si
ek diwani kamsin si ek jawani kamsin si
bholi si nazuk si uski kahani kamsin si
ek diwani kamsin si