Shinga-Linga Lyrics | Khamoshi The Musical

                        dil se mere janeman tune kya kah dala
jalim ye kya kiya
sagar me hai jo toofan
wahi toofan mere dil me bhadka diya
dil se mere janeman tune kya kah dala
jalim ye kya kiya
sagar me hai jo toofan

wahi toofan mere dil me bhadka diya

mere lahu me aisa shor macha nahi tha pahele
aa jaao aao jaani jara lag ja mere gale
ye dhadakte dil ko karar to mile
ye jara aashiqi ka khumaar khule
shinga linga hey hey, shinga linga yo yo
jinda jinda dil hai to sarminda hona kya
shinga linga hey hey, shinga linga yo yo
jinda jinda dil hai to sarminda hona kya

dil se mere janeman tune kya kah dala
jalim ye kya kiya
sagar me hai jo toofan
wahi toofan mere dil me bhadka diya
dil se mere janeman tune kya kah dala
jalim ye kya kiya
sagar me hai jo toofan
wahi toofan mere dil me bhadka diya

saja du mai aa is sham se balo ko tere
phir naam apna likhu in galo pe tere
phir hamko pagal kahega jag ye sara
ulfat pe kabu kisko yara
shinga linga hey hey, shinga linga yo yo
jinda jinda dil hai to sarminda vinda hona kya