Sakhi Ri Baje Man Lyrics | Mahabharat

                        
                        Sakhi ri baje man ki basuriya
Sakhi ri baje man ki basuriya
Jhume ankhiya jiya nache
Jhume ankhiya jiya nache
Sakhi ri baje man ki basuriya
Sakhi ri baje man ki basuriya

Man ki umange kaise chhupau
Man ki umange kaise chhupau
Sang pawan ke uad uad jau
Man ki umange kaise chhupau
Sang pawan ke uad uad jau
Jaise gagan mein ho badariya
Badariya
Sakhi ri baje man ki basuriya
Sakhi ri baje man ki basuriya

Aaj nahi main apne bas mein
Aaj nahi main apne bas mein
Bijli si tadpe nash nash mein
Aaj nahi mai apne bas mein
Bijli si tadpe nash nash mein
Kiase bhayi re main bawariya
Bawariya
Sakhi ri baje man ki basuriya
Sakhi ri baje man ki basuriya
Jhume ankhiya jiya nache
Jhume ankhiya jiya nache
Sakhi ri baje man ki basuriya
Sakhi ri baje man ki basuriya.