Krishna O Kale Krishna Tune Ye Kya Kiya Lyrics | Main Bhi Ladki Hoon

                        
                        krishna o kale krishna 
krishna o kale krishna 
tune ye kya kiya kaisa badla liya
rang deke mujhe apna
krishna o kale krishna 
tune ye kya kiya kaisa badla liya
rang deke mujhe apna
krishna o kale krishna 

pooje sabhi kale bhagwan ko
or thukraye sab kale insan ko
pooje sabhi kale bhagwan ko
or thukraye sab kale insan ko
bansi ki dhun me magan tu rahe
bansi ki dhun me magan tu rahe
tujhko kya julm jo koi lakho sahe
krishna o kale krishna 
tune ye kya kiya kaisa badla liya
rang deke mujhe apna
krishna o kale krishna 

surat to kali chupa na saku
kitna ujala hai dil ye dikha na saku
surat to kali chupa na saku
kitna ujala hai dil ye dikha na saku
dil mujhko acha diya tha agar
dil mujhko acha diya tha agar
kyu na di tune dunia ko achi najar
krishna o kale krishna 
tune ye kya kiya kaisa badla liya
rang deke mujhe apna
krishna o kale krishna