Dil Ki Itni Kahani Hai Lyrics | Married 2 America

                        
                        ho, dil ki itni kahani hai dil ka itna fasana hai
dil ki itni kahani hai dil ka itna fasana hai
jisne bhi dil ko lagaya hai usne to dhoka hi khaya hai
jisne bhi dil ko lagaya hai usne to dhoka hi khaya hai
kal tak nahi thi mujh ko khabar ye
aaj maine ye jana hai jana hai dil ki itni kahani hai
dil ka itna fasana hai

zakhm khate hai tut jate hai raho me pyar ki
kitne kate hai, kitne sadme hai baaho me yaar ki
zahkm khate hai tut jate hai raho me pyar ki
kitne kate hai, kitne sadme hai baaho me yaar ki
jisne na apna jana hai dil to usi ka diwana hai
jisne na apna jana hai dil to usi ka diwana hai
kal tak chale the wo saath mere
aaj bichhude to jana hai jana hai
dil ki itni kahani hai dil ka itna fasana hai

pyar khoya hai, kyu ye khoya hai kyu hai ye duriya
dil jo roya hai, kyu ye roya hai kasi hai majburiya
pyar khoya hai, kyu ye khoya hai kyu hai ye duriya
dil jo roya hai, kyu ye roya hai kasi hai majburiya
ghum ki adheri raato ka dil kyu huya ye nishana hai
ghum ki adheri raato ka dil kyu huya ye nishana hai
kal tak chale the wo saath mere
aaj bichhude to jana hai dil ki itni kahani hai
dil ka itna fasana hai