Dil Ki Itni Kahani Hai (Sad) Lyrics | Married 2 America

                        
                        ho zakham khate hai tut jate hai,raho me pyar ki
kitne kante hai kitne sadme hai, baho me yaar ki
zakham khate hai tut jate hai, raho me pyar ki
kitne kante hai kitne sadme hai, baho me yaar ki
jisne na apna jana hai, dil to usika diwana hai
jisne na apna jana hai, dil to usika diwana hai

kal tak chali thi wo sath mere
aaj bichhde to jana hai jana hai
dil ki itni kahani hai, dil ka itna fasana hai
dil ki itni kahani hai, dil ka itna fasana hai
jisne bhi dil ko lagaya hai, usne to dhokha hi khaya hai
jisne bhi dil ko lagaya hai, usne to dhokha hi khaya hai
kal tak nahi thi mujhko khabar
ye aaj maine ye jana hai jana hai