Aankhein Hamari Ho, Sapne Tumhare Ho Lyrics | Mere Arman Mere Sapne

                        
                        aankhen humari ho
sapne tumhare ho
aankhen humari ho
sapne tumhare ho
duniya mein jab tak
chaand sitaare ho
aankhen humari ho
sapne tumhare ho
duniya mein jab tak
chaand sitaare ho
aankhen humari ho
sapne tumhare ho

laakh zamaane ke
mausam badlen
na tum badlo
na hum badlen
aaaaaa
laakh zamaane ke
mausam badlen
na tum badlo
na hum badlen
na hum badlen
ek dusre ke hum
saath sahaare ho
aankhen humari ho
sapne tumhare ho

pyar bhara ye
jadu na tute
koi humare
khaab na lute
aaaaaa
pyar bhara ye
jadu na tute
koi humare
khaab na lute
khaab na lute
sab kuch duniya ka
khaab humare ho
aankhen humari ho
sapne tumhare ho.