Dhinchak Zindagi Lyrics | My Friend Pinto

                        
                        right now jo zindagi hai, yahi hai zindagi
kuch ghanto baad kya hogi, kis ko kya padi
right now jo zindagi hai, yehi hai zindagi
kuch ghanto baad kya hogi, kis ko kya padi
dhakkan se band botal mein raate seal hai
jhatke mein de ghatak, try to kar kya feel hai
mambo jambo ki tamdam ko
hum dum tu bana
all through the night ho
aaj tango wango gaana waana
he dhinchak zindagi, he zig zag zindagi
he big bang zindagi
lets say, is back zindagi
he now thats zindagi
he howz that zindagi, lets say

kya jaan ke jara jara
jo kal ko hoga kaisa hoga chhodo
wo hi hoga jo hona hoga
chamkila pal jara jara
fisal ke jo ye dur ja raha hai
lekin jaan lo kal na hoga
dil ke cell phone se sapne daayal karo
signal aane waale kal ke naa khona kabhi
yaado ki incoming lekin chaalu rahe
unreachable gujre kal se naa hona kabhi

dhadakan ki batry me tu charger to laga
all through the night ho
aaj tango wango gaana waana
he dhinchak zindagi, he zig zag zindagi
he big bang zindagi
lets say, is back zindagi
he now thats zindagi
he howz that zindagi, lets say

humko diya khuda ne gift
ek muft me jo yaaro sabse pyara gift
ye dosti hai
jo khun se nahi connect ho sake
ye un dilo ko simple se connection me jodti hai
jinka account hai dosti ke bank me
balance ghatta nahi bas badhta hi jata hai
iska jo hai label rishto ke tank me
niche girta nahi bas chadhta hi jata hai

is rocking raat me dosti khul ke baha
all through the night ho
aaj tango wango gaana waana
he dhinchak zindagi, he zig zag zindagi
he big bang zindagi
lets say, is back zindagi
he now thats zindagi
he howz that zindagi, lets say.